Sunday, March 21, 2010

Kabhi phul kabhi hawa banke chu jayenge,
hum to dur rahkar bhi saath nibha jayenge,
kabhi tanhai mein yaad karna,
hum hansi bankar honthon par chaa jayenge.

No comments:

Post a Comment